Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon
By Mukesh · From 🎬 Veer Zaara
Key
E
Capo:
1.0x
Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon
Verse 1
E
,
Main pal do pal ka shayar hoon
E
,
pal do pal meri kahani hai
B
,
pal do pal meri hasti hai
A
E
,
pal do pal meri jawaani hai
E
,
Mujhse pehle kitne shayar
B
E
,
aaye aur aakar chale gaye
E
,
kuch aanhe bharkar chale gaye
E
,
kuch nagme gaakar chale gaye
E
,
woh bhi ek pal ka kissa the
E
,
main bhi ek pal ka kissa hoon
Bm
A
,
kal tumse juda hojaonga
A
E
,
woh aaj tumhara hissa hoon
E
,
Main pal do pal ka shayar hoon
E
,
kal aur aayenge nagmon ki
B
E
,
khilti kaliyan chunne waale
E
,
mujhse behtar kehne waale
B
E
,
tumse behtar sunne waale
E
,
kal koi mujhko yaad kare
E
,
kyon koi mujhko yaad kare
Bm
A
,
masroof zamaana mere liye
E
,
kyon waqt apna barbaad kare