🎸
WokChords

Seene Me Jalan

By Suresh Wadkar

Key F# #hindi
Key
F#
Capo:

Seene Me Jalan

Verse 1
F#
E
F#
seene mein jalan aankhon mein tufaan saa kyon hai
F#
E
F#
is shahar mein har shaks pareshaan saa kyon hai
F#
B
E
F#
dil hai to dhadkaane ka bahaanaa koee dhoondhe
F#
E
F#
patthar kee tarah behees-o-bejaan saa kyon hai
F#
B
E
F#
tanhaee kee ye kaunsee manzil hai rafeekon
F#
E
F#
,
taa-hadde-nazar ek bayaabaan saa kyun hai
F#
B
E
F#
kyaa koee nayee baat nazar aatee hai hum me
F#
E
F#
aaeena humein dekh ke hairaan saa kyun hai